asebowc.blogg.se

Azan ka jawab kya hai
Azan ka jawab kya hai






👉 Agar ye deen ki baat hoti to Aap Sallallahu Alaihivasallam zarur iski taleem farmate aur Sahaba Ikraam Raz., Tabaiyn Rh,aur Buzurgane Deen is per Amal karte. 👉 Azaan se pehle Salaato Salaam padne ka rivaaj abhi chand Barso se hi shuru hua he. 👉 Shara’i Azaan to Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam ke babarkat zamane se chali aayi, he isme mazeed kalmaat ka izaafa jaa’iz nahi, aur izaafe ke baad wo Shara’i azaan nahi rahegi balki ek naye deen ki nayi azaan ban jaegi.

azan ka jawab kya hai

👉 Azaan to loud speaker se hona chahiye ke Azaan ki awaaz door tak pahunchana matloob he.

azan ka jawab kya hai

👉 Beth kar Azaan kehna khilafe Sunnat aur makrooh tehrimi he esi Azaan ko lotana mustahab he. ” Pas zahir ye he ke ye (pehli) azaan mutlaqan elaan ke liye hui, logo ko khamosh karane ke liye nahi, lekin jab pehli azaan ka izaafa kiya gaya to pehli azaan ittela e aam ke liye thi aur Jo azaan khateeb ke saamne hoti he wo khamosh karane ke liye hoti he. ” Hazrat Bilaal Radi Allahu Ta’ala anhu masjid ke darwaze per azaan diya karte the,↴ Mohlib ke is qaul me nazar he isliye ke is hadees me Tabrani vagera ki rivayat me ibne ishaaq ne zehri se ye naqal kiya he ke↴ “Mohlib kehte he ke Mimber ke aage azaan(Juma me khutbe ki azaan) dene me ye hikmat he k logo ko imaam ka mimber per bethna maloom ho jaye, pas jab wo khutba shuru kare to khutbe ke liye khamoshi akhtyar kare, ” Aur jab imaam mimber per Beth jaye to moazzin mimber ke aage azaan de, musalmano ka ta’amul isi ke mutabiq chala aaya he, ”

azan ka jawab kya hai

” Aur munasib ye he k azaan maazinah per di jaye, ya masjid se bahar di jaye aur masjid ke andar azaan na di jaye, ” 👉 Fatawa ki kitab me se naqal kiya gaya he, 👉 Juma ki Azaan to khateeb ke saamne Masjid me masnoon he, iske alawa doosri azaano ka Masjid se bahar(Mehraab ya uske qareeb kisi jagah me)hona behtar he aur masjid me hona khilafe aula he. 👉 Masjid me Azaan Dena makrooh tanzihi he lekin najaa’iz nahi, aur khuda ke ghar me kisi makrooh tanzihi ka irtkaab bhi nahi hona chahiye. Sahaba Ikraam Radi Allahu Ta’ala anhum,Tabaiyn Rehmatullahi ALayh aur Taba Tabaiyn Rehmatullahi ALayh se manqool nahi,na Aaimma, Fuqha isko zikr karte he’n, lihaza sabka Amal Bismillah na padhne ka he.








Azan ka jawab kya hai